Islamic knowledge Importance of learning Online Quran tajweed bayan Hadith Sahih Bukhari Sahih Muslim, Abdurrehman Al Sudais Shuraim, Mishary Rashid Alafasy, prayer Quran recitation Islamic Collection here..

Saturday, 9 January 2016

Hadith Shab-e-Qadr ko Ramadhan ki last 10 rato main talash karo

Beshaq humne is (Quran) ko  Shab--e-Qadr mein nazil kiya hai Aur Aapko kya Malum ki Shab-e-Qadr Kya hai Shab-e-Qadr Hazar mahino se behtar hai ismein farishtey aur rooh nazeel hote hain Aapney Rab ke hukm se har kaam par wo subah Roshan honey tak salamti ki raat haiAl Quraan: Surah Al-Qadr (97)
We have indeed revealed this (Quraan) in the Night of Power:And what will explain to thee what the night of power is?The Night of Power is better than a thousand months.Therein come down the angels and the Spirit by Allah.s permission, on every errand:Peace!...This until the rise of morn!Al Quraan: Surah Al-Qadr (97)

Urdu Translation:Umm Aayesha radi allaho anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho alaihey wasallam ne farmaya Shab-e-Qadr ko Ramadhan ki Aakhri Ashrey ki Taaq (21, 23, 25, 27, 29) raaton mein talaash karo Sahih Bukhari, 2017

English Translation:Narrated 'Aisha Radi Allahu Anha: Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Search for the Night of Qadr in the odd nights (21, 23, 25, 27, 29) of the last ten days of Ramadan." Sahih Bukhari, Volume 3, Book 32, Number 234




0 comments:

Post a Comment